Rasool Allah ﷺ nay Farmaya: Islam ki bunyad 5 cheezon par qayim ki gayi hay. Awal, Gawahi daina k Allah k siwa koi mabood nahi (Ebadat k laik nahi) aur beshak Muhammad ﷺ Allah k Sachy Rasool hain, Aur Namaz Qayim karna, Aur Zakat Adaa karna, Aur Hajj Karna, Aur Ramzan k Rozy Rakhna.