Sabhi bhaiyon aur bahinon ko exam k liye best of luck 🤞🏼 Sabhi acche se exam den Negetiv marking h nahi to saare questions attempt karne hai… Easy questions ko dhayan se pdhana hai wahi questions galat jyda hote hai…. Confidence apne upar rakhna hai aapne jo padha h paper usi me se ayega darne ki jarrt nahi h..