Wahh aktu chlo itna acha kam kaise kr diya Vc sir ne

Particular 2,3 students ka Viva rah Jane ki wajah se unka viva nhi hua tha to unhone university me request ki

To unke liye ek alag se circular hi jari kr diya gya wahhh ji wahhh

11 comments

Show 1 more comment
Kishan Sengar
Basically aab exam postponed hon gai
Result kab aayega form bharna kaise bhare result aya nahi abhi tak
Bhai maine MSG Kiya hai aapko insta pe wo to aapko kabhi dikhta hi nahi hai
Aditi .....
Mera paper chhoota tha tabiyat kharab thi year back lag gaya tha 2nd year me
😉 😒😒😒😒
Bhai sahab uski pahuch lambi hogi tabhi Aisa hua hoga idhar to result update krne me unki maa mar rhi h