WazirX me coin ki ek achi chize pata chal jati hai...koi b coin buy karne pahele us coin ko open karo...aur tred option me click karo...dekhna wahi pe live chalti hai red red matlab sab sell kar rahe hai tab coin ko buy nahi karna kyuniki uss time bo coin down pe jayegi...jab dekhoge tred option me green green ati hai tab buy karna..matlab jayeda log usko buy kar rahe hai..matlab achi trend me chal rahi hai...tab coin price badhne lagti hai..koi b coin buy karne time iye cheak karna

4 comments

rohit
Binance use karo.. you get a much more clear picture of price indication.. i stopped using WazirX & CoinSwitch.. WazirX is still ok but CoinSwitch sucks
Yeh tricks mene bhot bat istaml kiya hai its work...