Kisko abhi buy karna hai kya? Mujhe abhi buy karne ki bahot man horahi hai..but kya karu deposit disable hai...kisiko buy karna hai to comment karo coins ki name bata denge

11 comments

Show 1 more comment
Sikander Khan
Ha karna h
A R
bhai? Kaafo loss chal raha hai portfolio.mei. Abhi sell karna chahiye?
Sell karke tumhara loss badhana chahte ho kya..market thik hojayegi 1,2 week me
updates
Kitne week tak hold krna h
SUCCESS ENTERPRISE
bata vai achhe bala coin
Enj?
Mam muje karna h bta do please???
A R
bhai? Kaafo loss chal raha hai portfolio.mei. Abhi sell karna chahiye?
Bahi abbi app ka loss nahi hai agar app sell kardo gay abbi too app ka loss hoga...Abbi hold kar hee samaj dari hai
Vicky
Mam tfuel mein bahuth loss hua
Kab increase hoga?