Knowledge FataFat
AKTU Revised Exam Datesheet 2025-26.pdf
1.7 MB
AKTU Revised Exam Datesheet 2025-26.pdf
11 comments
Show 1 more comment
Gaurav Singh
Dec 25, 2025
Kuch change nahi hua h
🚩
Dec 25, 2025
Bhai koi mujhe batayega ki
Back paper bhi bhare hai aur challenge bhi kar rahe hai
To kya mera dono copy check hoga back ka bhi challenge ka bhi
Aur dono ka mera result aayega ?
🚩
Dec 25, 2025
Sir aap ispar ek video banao back paper aur challenge
DRx Shubham Gautam
Dec 25, 2025
1st sem cop
DRx Shubham Gautam
Dec 25, 2025
Exam date kab ka hai
Psairx
Dec 25, 2025
🚩
Bhai koi mujhe batayega ki Back paper bhi bhare hai aur challenge bhi kar rahe hai To kya mera dono copy check hoga back ka bhi challenge ka bhi Aur dono ka mera result aayega ?
Jiska challenge bhare ho sirf usi ka hoga
Akhil
Dec 26, 2025
Challenge fill ni kr paa rha hu
Akhil
Dec 26, 2025
🚩
Bhai koi mujhe batayega ki Back paper bhi bhare hai aur challenge bhi kar rahe hai To kya mera dono copy check hoga back ka bhi challenge ka bhi Aur dono ka mera result aayega ?
Konsa course h bhai ? Or challenge kab fill Kiya tha
Akhil
Dec 26, 2025
Kisi ko challenge ka information ho tooh btao
Gaurav Singh
Dec 28, 2025
Sir exam ki information batao kab se honge kyu ki abhi tak exam form bhare jaa rahe h
Back paper bhi bhare hai aur challenge bhi kar rahe hai
To kya mera dono copy check hoga back ka bhi challenge ka bhi
Aur dono ka mera result aayega ?