8 comments

Bhai 5 sem carryover btech session 2023-24 ka result nhi aaya kya
Ajay Rajput
Btech 5th semester carryover ka result kaha aya h avi tmne pta nhi kis course ka carryover ka bta btech bhi usme include krdi...btech ka avi tk koi ata pta nhi h...
Abhay kumar
Bhai 6 sem ka carry over herbal ka result nahi aya or sabhi subject ka a gaya kab ayega
Indrapal Rathour
5 sem cop ka result nhi aya h
Bhai march ke carryover ka result aya nhi abhi tk aur form ki date khatam horhi h to kya mauka milega aur baad me agar form ki date end hogyi to ??
Sir exam form site q band ho gya jabki last date to 25 hai
Kanchan Kanchan
Sir exam from nahi bhara raha hai portal band hogya h 25 ko hai last date
Kanchan Kanchan
Sir please reply ham kaise bhare exam from