Ok kuch users ke liye mai back karungi.... importance time or uodate diya karungi..aur koi users ko kuch janne ki jarurat nahi bo yaha se left karsakte ho...agar mere adive se kisiko profit mile to mujhe bahot khusi hogi....aur mai invest kiya hu 3 years ke liye...bahot dino tak hold karke rakhni wali hu...