04 March ko verify hua tha abhi Tak sclaeship nahi aaya hai sir
VIVEK KUMAR
Sir mera response pending from pfms ki wajah se reject hua hai toh kya mera aayega mera bank se sab kuch sahi hai lekin pfms se pending bata rha isliye dwo ne reject kar diya isme meri koi galti bhi nhi toh kya mera dobara update hoga plz reply
RISHABH PATEL
Are yr tumhara reject hai tb paise ki soch rahe ho Aur yha january se verify hone ke bad BHI scholarship nhi aaya hai Percentage 80 the bsc
Aur yha january se verify hone ke bad BHI scholarship nhi aaya hai
Percentage 80 the bsc