Sir first year m kisi ko 15 number se grace mili hai or kisi ko 20 number se mili par muje 10 number se nahi mili sir grace . Or practical ke number bhi sabke same hai
Jiski 2nd year m back thi ky wo ab 8sem ke exam denge ya nhi kisi ko kuch idea h
Vikram Betal
Sir kya etna padne ke bad bhi back lag raha hai ya lagaya ja raha hai sir mera 4sem back par back lag gaya hai 😭😭😭mai apne ghar walo se bat nhi kar pa raha 😭😭😭kya karu mai copy check nhi hua hai aur agar mai copy check karne ko dubara koshis karu to copy nikalne me aur check hone me samay lag jaye ga fir mai 8 sem ka paper nhi de pauga please🙏🙏🙏 sir kuchh karo 😭😭😭😭😭😭