11 comments

Show 1 more comment
Aryan Yadav
Bhai aap kl exam centre tak jana wo khud btayenge lekin ye exam sirf special carryover ka hi hai main pehle hi soch rha tha ki ye sirf year back category valo ka hai hum logo ka nhi
Guruu
Mtlb apan log tab dege jab 3rd sem balo ke regular hoge
Drx Ashwani Rajput
Pdf m send kr do sir
wasim Ahamed
Hello sir ye jo circular jari hua hai uska pdf send kar dijiye
Abhay Yadav
Ja k pad
sir m lateral entry hu 2 m liya h admission mera ky krna h dena h y nhii