Guys is Video पर Thumbnail गलत लग गया इस video का Thumbnail दूसरा था but जल्दीबाजी में care नही किया और ऊपर Thumbnail dusra ho gya aur matter dusra sorry 😐😐😐

7 comments

P. SINGH
Scholarship aayegi ya nhi sahi sahi batao
ĆŘΔŽ¥ βØ¥
Kon se category ke aayege
Chandan Yadav
Sakar bachho ke bare sochati nahi h ky ki unki padhai kaise hogi
Chandan Yadav
Fees le lete h school vale aur scholarships aati hi nahi h
Jo bhi ho dimaag bht kharab ho rha hai ..
Ekka dukka logo ki scholarship ayi hai aur kh rhe ki budget khatam..
Apni jeb me to nhi daal rhe samaaj kalyan wale..
Bht na insaafi hai..
Sarkar ban gyi uski khushi me to de hi de yogi ji