Kisko ek choti si tips deti hu agar koi b achi market ko kaise pahechanna hai..ki iye coin kitna achi hai aur future me bahot high honge ki nahi...

Janne ke liye coin ki market cap cheak karo...market cap jayeda honi chahiye....aur circulating supply coin ki bahot kam rahena Chahiye...tab apka uss coin me market cap high hone par demand badhta hai... circulating supply kam hone ki bajha se demand apka badh jata hai,aur coin ki price badhne lagti hai demand ke bajha se....usi coin ko ek achi coin mana jati hai....

Comments

Be the first to add a comment