Special COP Exam को लेकर मैंने Tweet कर दिया है अब आप लोगों की जिम्मेदारी है जल्दी जल्दी Retweet करे

और aktu को ज़रूर Tag करे

21 comments

Show 6 more comments
Abhishek Yadav
Help me
5th or 6 semester ke result me kuch problems aa rhi hn please btaye kya hoga usme

Maine jitne paper diya sab me back dikha rha h
Or audit1 Cleared, audit 2 cleared dikha rha h or total number bhi show nhi ho rha h or usme remarks 0 dikha rha red line me

Kya matlab h iska please smjhaye
Ek video bnake samjhaye please
Saurabh Mishra
Support 💪
Deepak Kumar Gautam
Back E kya ha sir show ho raha ha result me
Drx___vivek
Rechecking ka result kab tak aayega
Kanchan Kanchan
Sir back E aur audit 1 cleared audit 2 cleared eska kya matlab hai aur pura number bhi so nahi ho Raha hai remakes 0 dikha Raha kuch samajh nahi araha h please sir kuch btaiye
Deleted account
M pharm pharmaceutical chemistry koi ho to bata do
Deleted account
Notes chaiye tha
Deleted account
Please
🩺💊Lovelu Singh💉🩸🫶
Back E ka matlab kya hai please batay
Riyaz Ahmad
Hii
Sir kal result show ho rha tha aj nahi horha hai