18 comments

Sir obc wlo ki kab ayegi
Anuj Rawat
Ab ummed tot chuki hai ab nahi aayegi
Sir jinka December me verify hua tha unka nhi aaya h jinka march me hua tha unka aa raha h
rahul verma
Meri aaj aa gai 8600 ba 3rd year obc. previous year 6800 se jada
rahul verma
Mere ko koi message nahi aaya na status me show hua kewal account check karne pe pata chala . Thank you so much knowledge fatafat sir
Mera 04 March ko verify hua hai abhi Tak sclaeship ka massage nahi aaya hai sir
Ba 2 na me hu sir
Kab Tak sclaeship aayegi sir kal last date hai sir
Mera dost ka 9 March ko verify hua tha uska Aaj AA Gaya hai sir
Mera kab Tak sclaeship aayegi sir
Kal last date hai
College me 7000 laga hai
Show next 3 comments