Pahele se boli thi doge,iost buy karke hold rakho,kon kon hold rakhe ho? comment fast

10 comments

Doge hold kiya tha🙋🏻‍♂️🙋🏻‍♂️🙋🏻‍♂️
Rajiv
Mera bhi hold hai
Rajiv
Mera bhi hold hai
Good hold rakho age aur b high hone wali hai
Can I still buy both of them for some good returns in short term?
Aur kitna up jaenge doge aur iost, according to you?
Vin R
Aur kitna up jaenge doge aur iost, according to you?
Mai short time ke liye nahi bol rahi hu..future ke liye bol rahi hu hold rakho aur bahot age jayega