Aaj jo jo Profit me ho comments karo...aur abhitak koi b nuksan me hai to comment me batao uska solutions bata denge

106 comments

Me luksan me hu
Abhi koi coin buying position pr h to pls suggest
Faizan Abedin
BTT aur WIN Hold Kiya hua hun. Kuch Profit nhi dikh rha.
Doge coin or xrp m lagaya h ,abi ki situation m ,hold karu ya sell.
Vishnu Kumar Nagda
BTS update loss chal raha .15300 per lea rakha hai
Suvo Das
Luna
Luna hold rakho 2 well ke nadar high hone wali hai
Qkc mei loss hai 4% ka..buy price 3.1 hai
Ham profit m hainn😁
Vishal
Win , btt , hot dump hi chal rha h 🥺
Vishal
Win , btt , hot dump hi chal rha h 🥺
Yesa wizarx ki special coin ke ware me pata nahi hai...coin switch aur wizarx ki jo coins commons hai use bare malum hai
TFUEL mei bhi loss hai
Pinky Crypto Currency Expert
Party do 😀😀😀
Wo tho apko dena chahiye app mere se kahin guna jaida profit mai ho mam🙈
Show next 88 comments