6 comments

😉 😒😒😒😒
Bhai isse to ye pata chalta h ki paper k liye centre banenge? Plz reply
Subham Jaiß Subham
Bhai Jo student NPFY ke rule me fase hye the unka result abhi tak hai aaya hai
Subham Jaiß Subham
Unme se mera ll year me 1 COP tha maine usko killer kar liya h lekin mera result 7,8 semester ka result abhi tak nhi aaya h 09/07/24ko 1,2 year all kilier ho gaya tha lekin abhi bhi 7,8 semester ka result abhi tak diclier nhi kiya gaya h
Subham Jaiß Subham
Sirsir please result kyu nhi aaya hye aap bata dijiyega ki kyun nhi aaya h
Vishnu
Isse ye pataa lagta hai ki is baar SCOP nahi hoga ye sab hame bebkoof bana rahe hai
Acchi khashi job thi wo bhi chod di tayaari ke chakker mein ab dubaara job bhi nahi miligi
Aktu ka ragistrar aur examiner mil jaaye toh usske much par marksheet pahle phek marenge phir uska muh todenge dimaag kharaab karke rakh diya
Vishnu
Sir main Lucknow gaya tha unhone bola ki SCOP nahi hoga regular cop ke sath hi exam dena hoga
Ye information ekdum sahi hai kyuki pichle saal bhi log kah rahe the ki SCOP hoga par aktu ke examiner mana kar diya tha toh phir hua tha
Isiliye aap apne Chanel ke dwara information de sakte student ko ki koi galatfehmi me rahe aur Jo jahan par job kar rahe woh wahan par job karte rahen