Jab kal doge 19 pe tha tab koi nahi liye the...aaj 30 pe hai..aaj buy karna chahte ho?😊😊😊

25 comments

Abhi buy krna sahi hoga kya
Sunny Gupta
Me to bhot majr le rha hu 😎😎
Kitne pe liya
Rahul
Abhi buy krna sahi hoga kya
Nahi niche ane do,tab lena..high jane time buy mat karo,dusra coin down se buy karo
Pinky Crypto Currency Expert
Nahi niche ane do,tab lena..high jane time buy mat karo,dusra coin down se buy karo
Wahi toh aapk hisab se chale tho profit hota hai , hum toh student hai risk nhi le sakte
Madam ji QKC ke baare mae bata do profitable rahega kya?
Shraddha
Aaj kya buy kar sakte hai?
Mujhe to profit hua doge mei..mam aapka hi guidance hai sb
updates
Mera buying price 31 tha
Shraddha
Aaj kya buy kar sakte hai?
4 baje batungi group me update dalenge..buy karne ki
Mam last time jab doge upar gaya tha to maine 30 rs. Ka buy kiya then wo down chale gaya aur abhi 30 31 par hai to mujhe hold karna chahiye yaa sell?
Sourav
Mam nano lu kya
Mam xem buy kra lu kya at price 33
Show next 4 comments