B tech Carry Over Result out Phase 1✅

29 comments

Show 6 more comments
1 sem 3 sem ka carry over ka aya h
pandit Anand Mishra
Sir maine back paper diye the clear ho gaya he lekin PCD degree show nhi kr rahi he
Asad Khan
Mera diya tha mera nhi aya b tech 7th sem hu me 3 rd sem me back lgi 5 the me dia Abhi tak n aya
Number jyda h mere but still 2nd division show kr rha h esa kyu?
40119 number h mere aur 40050 number pr 1st division bn jati h pr meri 2nd bni why🤦
Koi plzz bata dena agr pata ho
Sir carry over ka challenge form kab aayega
Asad Khan
Mere number phle se bhi kam aye h please koi btao mail kese kre mail id batao aktu ki
$XMohd Zeeshan Yusuf
Sir Admit Card kab Tak aaega b.pharma 2nd year ka
meri 2 back ti sem 1 aur sem 2 ki aaj back ka result aya toh ek mein pass hogya dusre mein grace lgg kr pass hogya? toh ab kya kru
Paise bhar diye hai maine
Ab kya karu
How to check aktu cop results
Anuj Pathak
Sir mere 2 back the ek me pass or ek me grace lag gyi he but division kitni lagi he ye dikha nhi rhe sir btaye jara
Sir mera maths ka show kar raha hai par 3rd sem ka nahi kya karu
Special carry over trend karwao bhai... Life barbad ho chuki h last year completed ho chuki h fir se back laga di h math 1 mai aktu ne... In subjects ko dubara padhne se acha mai marna pasand krunga
Show next 2 comments