Mano coin switch rakho aur Wazirx b rakho....final step meri iye hai ki..coin switch se WazirX achi hai...kyunki isme koi charges nahi hai..coin switch me buying selling me bahot pesa khajata hai,mai aaj se Wazir x me pesa dalungi

8 comments

Shraddha
Market crash ho raha hai. Toh sell kar de coins ya rakhna hai?
Sri kiran
Haaaa
Sri kiran
Sahi hole tum mai b Wazir ya binance use karunga
Vijay Kumawat
Wazirx ka experience bhi batana konsa better h
Vijay Kumawat
Ek hotbit bhi check karna
Coinswitch me esa charge lagti hai pura band baj jati hai..... buying aur selling pe....