41 comments

Show 9 more comments
Bro meri scholarship abhi tk nhi aai h verify ho gya h 11 March ko hi district level se phr bh
Sir meri scholarship abhi tk nhi aai h mera verified 24 December 2021ko ho gya me obc ka student hu mera BA 1st year ka hai sir
Sinku Patel
Mera iti ka aagya 11372 rupya
Sinku Patel
Obc
Sinku Patel
Sr thanks lekin etna km ku aaya h
sachin Malhotra
Sir me jaunpur se hu
Mera scholarship abhi tak nhi aaya hai
9/03/2022 ko hi verify ho gya tha
Sir ko kuch nahi pta bhai sir ka bs channel subscribe kr lo 😂😂😂😂
Rishav Namdev
Nahi aaye sir
Abhishek Aggarwal
Humare yaha bhi kisisi k ne aae ya sir bol re hai pase aa rhe hai kha aa rhe hai
Fatima
Mene to abhi apna status check kiya to verify hi show ho rha he
Manoj Shakya
Abhi nhe aayi hai 😭
Nahi ayi scholar
Arish
Sir mere kab tak aayegee mere abhi tak nahi aayee
Navihasan Navihasan
abhi nahi aaei he bhai 13 march ko verify hua tha Bed 1st year ka student hu ghaziabad me study kr rha hu kab aayegi scholarp
Aftab Noori
Sir mera 23/11/2021 ka form verify ho gaya he ,par abhi tak scholarship nhi aya he,Bed first year minority ka student hoo...
Mera bhi Nahin Aaya
BA Chhatra hun Abhi Tak Nahin Aaya Hai
Sir kuch to bolo scholarship ayega ya nhi
Show next 11 comments