Thoda sa Mera college ghum lo aj please watch and share 👆🙏

2 comments

Bhai yah bata do ab exam form kaise fil karna hai second face mein back ka jaise ki meri 7 semester mein back hai to uska exam form fil karna hai exam portal khola Go bhi dikha raha hai option to use per click Kiya popap ban ke aata hai to usmein dikhata hai aapka exam form fill hai to Bhai vah 8 semester dikha raha hai usmein main cop add karni hai Magar ab humko add kar deni hai aur submit kar dena hai bus yahi karna hauchh remove karke kuchh alag karna please reply video ke sath bhai