Knowledge FataFat
अब Luck कहो या Tweet का असर
😅
But हमने 5 बजे Tweet किया Result के लिए और 1 Hours बाद Result जारी
66 comments
Show 23 more comments
..
Jul 29, 2025
Ak subject me incomplete bta rha hai result 8 semester
Yashvee Singh
Jul 29, 2025
Sir please tweet for scop
manas bhadauria
Jul 29, 2025
Sir scop ke liye bhi tweet kariye
Chanchal
Jul 29, 2025
Kis sem ka result aaya
Chanchal
Jul 29, 2025
8 sem ka result kab aaega
Akash Verma
Jul 29, 2025
B.pharma mai aabhi tak to 10 no ka grace milta tha sir abki baar nhi Mila hai aisa kyi
Mohit Sharma
Jul 29, 2025
7 sem m ek back thi jisme 18 number the usme grace nhi mili 8 sem clear h
Mohit Sharma
Jul 29, 2025
Koe btao yrr kitne number ka grace milta h
Mohit Sharma
Jul 29, 2025
8 number chahiye pass ke liye
Harshit jaiswal
Jul 29, 2025
BBA 1st semester ki kab aayegi result…?
Ssssss
Jul 29, 2025
5th 6th semester result clear hai to 7th semester and 8 semester result q nhi aaya
Ssssss
Jul 29, 2025
Ye problem w hai
Adarsh
Jul 29, 2025
Cop ka result kabtak aayega
Adarsh
Jul 29, 2025
Tweet kariye
Adarsh
Jul 29, 2025
Aur koi jugaad ho to btaiye clear karvane ka
Angel Shalu
Jul 29, 2025
Mera result open hi nhi ho raha hai 8th semester ka jbki koi back nhi hai sir please kuch bataiye kaise or kb open hoga
The freelancer
Jul 29, 2025
Angel Shalu
Mera result open hi nhi ho raha hai 8th semester ka jbki koi back nhi hai sir please kuch bataiye kaise or kb open hoga
Same Mera v 8th ka open nhi ho rha show hi nhi ho rha h
Mohit Sharma
Jul 29, 2025
Grace ka btao na
Akash Verma
Jul 29, 2025
Mohit Sharma
8 number chahiye pass ke liye
Bhai baat karo mere sath bhi yahi hua
COSMIC
Jul 29, 2025
Mera 7 th sem me 41/50 hai grace nhi mila
Rechecking ke liye apply Kiya hua hu + back ka paper bhi de chuka hu kya kya possibilities hai kab tak aayaga results
manisha yadav
Jul 29, 2025
Update hi nhi hai mera result 7th or 8th sem ka jo aya h avi
Show next 22 comments
Rechecking ke liye apply Kiya hua hu + back ka paper bhi de chuka hu kya kya possibilities hai kab tak aayaga results