Hello Baccho ! Mostly bacche jo pta krne gye thay ki SOSE ka result kab aaega ....mostly logo ko yhi answer mila ki 7-8 September tak aa jaega ...so don't worry
Sir result kab aaega Agr itna time sirf result aane mein lag rha hai toh jinka admission hoyega school mein unka syllabus khtm kaise hoyega already half year chla gya hai
Sar Mera selection high and 21 century school mein hua hai science Mein Nahin Hua 🙁🙁Hai Sar Agar Mujhe science milati to main 11th ke bad arts Nahin Le sakta kya Agar mere kam number aate to to mujhe science ke school mein arts Deni padati na
Agr itna time sirf result aane mein lag rha hai toh jinka admission hoyega school mein unka syllabus khtm kaise hoyega already half year chla gya hai