🙏Sir ek baat puchni hai . Mai b pharm 8 semester ka student hu. Sir mere 7 semester mai ek back aai hai to sir abhi 8 semester ke regular ke form a gye hai pr sir 7 semester ka Carry overa ka show ni ho rha🙏
Sir me 8th sem ka student hu 6th sem kaafi aachi rank bani thi mera 7th sem me ek subject me back di hai 18/75 but Mera paper bhut acha gya tha rechecking ka form fil kar chuka hu uske sath sath agar back ka form deta hu aur then rechecking me clear hogya aur back ke paper me bhi pass hota hu to result me konse marks show honge rechecking ya back ke