Result Declared ho gya hai B Pharm Carry Over 3,4 Year ka

Update hone me Time lg rha wait kro show hone lgega kuchh time bad

163 comments

Show 90 more comments
Aman Thakur
Whoever needs proof can message me on telegram (7668353495)
Aman Thakur
Nikil Kumar
B pharma 2 sem cop result kab ayega
Aap kis semester ke exam doge is baar
Aman Thakur
Tension na lo exam form ki date expire hone se phle aapka result aa jayega ....
Ankit
Bhai result abhi tak show nhi ho rha hai
Bo to ye kahelo mai clinic chala raha hu nahi to ghar wale gali dete dete mar dete mujhe
Aman Thakur
Bhaii main last year ka student hu aur main starting se knowledge fatafat ko follow karta aaya hu ...jab bhi vishal bhaiya (owner of knowledge fatafat) ne jo news di hai bo 100% theek hi hui hai to aapse meri request hai ki aap tension na lo bilkul bharosa rakho or pareshan mat ho mere bhaii ❤️ nikhil bhaii
Bhai date dadgi abhi orr
Aman Thakur
VIJAY Kr
Bhai date dadgi abhi orr
Ji bhaii bilkul badegi
Markas
Sirr abhi tak carry result update nahi hua
Tentative exam centre list aa gyi h
Bhai me 6th sem tak all clear tha 7th sem me 18 Mark's diye hai exam bhut aacha gya tha baki subject me bhi. 36. 42. 56 Mark's aaye hai internal 23 marks mile hai total 41 diye hai exam kaafi aacha gya tha kya karu me rechecking stage 1 kara tha 22 ko abhi tak koi update nhi hai back ka form fill karne ki last date aaj hai grace kitne marks ka milta hai pata nhi exam kaafi aacha gya tha pura exam kiya tha 31 pages fill hogye the contents likhte likhte kya karu bhut tension hai ..🥲🥲
Vivek Singh
Kisi ka carry over result show kar raha hai b pharm 4th year
Fruti Ror
Md Khan
Tentative exam centre list aa gyi h
6sem carry over ka result kb tk update hoga bhai ya exam form fill kr de
Vivek Singh
Fruti Ror
6sem carry over ka result kb tk update hoga bhai ya exam form fill kr de
Bhai abhi tak carry over result update nahi hua hai aur exam form ki date nahi badhi ha
Aman Thakur
https://youtu.be/MDFIcuPaaS8?si=4Sd6yrCEF1XqWDnG

Yaha dekh lo result kiska aaya hai kiska nhi aaya
Aman Thakur
Mohd Mujeeb
Bhai exam date bdegi kya nhi
Bhaii aapne ye video dekhi nhi kya ?
Show next 52 comments