Knowledge FataFat
Result Declared ho gya hai B Pharm Carry Over 3,4 Year ka
Update hone me Time lg rha wait kro show hone lgega kuchh time bad
163 comments
Show 100 more comments
Vivek Singh
May 8, 2025
Kisi ka carry over result show kar raha hai b pharm 4th year
Fruti Ror
May 8, 2025
Md Khan
Tentative exam centre list aa gyi h
6sem carry over ka result kb tk update hoga bhai ya exam form fill kr de
Vivek Singh
May 8, 2025
Fruti Ror
6sem carry over ka result kb tk update hoga bhai ya exam form fill kr de
Bhai abhi tak carry over result update nahi hua hai aur exam form ki date nahi badhi ha
A M
May 8, 2025
COSMIC
Bhai me 6th sem tak all clear tha 7th sem me 18 Mark's diye hai exam bhut aacha gya tha baki subject me bhi. 36. 42. 56 Mark's aaye hai internal 23 marks mile hai total 41 diye hai exam kaafi aacha gya tha kya karu me rechecking stage 1 kara tha 22 ko abhi tak koi update nhi hai back ka form fill karne ki last date aaj hai grace kitne marks ka milta hai pata nhi exam kaafi aacha gya tha pura exam kiya tha 31 pages fill hogye the contents likhte likhte kya karu bhut tension hai ..
🥲
🥲
7 number ka grace milta h b.pharna ne
Aman Thakur
May 8, 2025
https://youtu.be/MDFIcuPaaS8?si=4Sd6yrCEF1XqWDnG
Yaha dekh lo result kiska aaya hai kiska nhi aaya
Mohd Mujeeb
May 8, 2025
Aman Thakur
https://youtu.be/MDFIcuPaaS8?si=4Sd6yrCEF1XqWDnG Yaha dekh lo result kiska aaya hai kiska nhi aaya
Bhai exam date bdegi kya nhi
Aman Thakur
May 8, 2025
Mohd Mujeeb
Bhai exam date bdegi kya nhi
Bhaii aapne ye video dekhi nhi kya ?
Md Khan
May 8, 2025
Result update ho gya h check kro sb
Utkarsh
May 8, 2025
result nahi aya cop ka
Utkarsh
May 8, 2025
show nahi ho raha
A M
May 8, 2025
Md Khan
Result update ho gya h check kro sb
Kaha aya bhai
Husain Husain
May 8, 2025
Abhi show nhi ho raha hai
Fruti Ror
May 8, 2025
Utkarsh
result nahi aya cop ka
Aa gya bhai result check kro
Fruti Ror
May 8, 2025
Husain Husain
Abhi show nhi ho raha hai
Aa gya bhai result check kro
Aakash Singh
May 8, 2025
2nd sem or 3rd or 4th sem cop Bpharm nhi aya bhai ji
Mohd Suhail
May 8, 2025
Nahi aaya hai abhi
Aakash Singh
May 8, 2025
okay bhai
Md Khan
May 8, 2025
A M
Kaha aya bhai
Aa gya h 5 min baad check krna
Aakash Singh
May 8, 2025
ok
Udal Singh
May 8, 2025
Aakash Singh
okay bhai
Aagaya bhai show bhi hone laga hai bhai mera be pharma 6gh sem ka show hua hai
Aakash Singh
May 8, 2025
bhai 2nd sem ka cop ni ho rha yaar
Show next 38 comments
Yaha dekh lo result kiska aaya hai kiska nhi aaya