Sir is bar examination desboard show nhi ho Raha form kaise fill hoga
Drx Pramod Suryavanshi
Sir meri b pharm me npty a gyi thi ab meri 1,2 year clear hai lekin mera 3,4 year ka result nhi aaya hai please tell me sir
Sanjeev Rajput
Challange evaluation ka result kis semester ka aaya hai please give me correct information
A K
Sir mere m.pharm ke exam phase 2 me huye the jisme maine challenge evaluation September me diya tha to uska result kab ayega please bataiye sir
Devansh Agarwal
Mera mba 4th sem ka result nhi aaya hai
A.k. Gautam
sir mera 7 sem 702p ka result abhi tak nhi aaya jo ki may me exam diye the aur abhi 26 november ko application bhi aktu mediya hu tab bhi abhi kuchh result update nhi huaa kab hoga sir
Mohdshakeel Shakeel
Sir July mein practical ki fees 3rd semester ki Or back paper ki Sath mein payment kya tha Practical mein name aaye ga ya nahi B pharm student hu mohd Shakeel
Or back paper ki Sath mein payment kya tha
Practical mein name aaye ga ya nahi
B pharm student hu mohd Shakeel