6 comments

Abhay Kumar
Abhi 5 or 6 ssm ka carry over ka result to aya nahi kab tak ayega bahut din ho gaye
Vishal bhai aap ye bataiye marksheet degree kb aayega
University gya tha to bole the 15 tk post se ghr chli jayegi pr abhi bhi nhi aayi
Hello sir mba 4 sem carryover ka result kab ayega
Hayat Udunya
Ye SCOP honge ya nahi bata sakte ho naa he even sem ka result bhi nhi aaya kesi bekaar university hai bachcho ka bhavishya bekaar karne pe tuli hai
Akash
Sir challenge evaluation 5th sem ka kab aayega result