Riple sabse jayeda pump mar liya pichle 6 month se continue ek position me tike huye the..ab Riple ki down hone ki wait karo...mai kab se dekh rahi hu 100 tak kab ayegi...104 ayi thi tab le nahi payi...firse wait kar rahi hu down hone ki,,aap b down hone ki intejar karke buy karsakte ho Riple ko
13 comments
Ash
Mam mai 2 din pehle hi ripple ko 107 pe leliya tha aur aaj tho moj krdi ripple ne💥