Sir 2 carry over paper me 19 , 19 marks aye hai 3rd or 4th semester me sgpa 10+ hai to grace milega ya nahi btech just abhi may me complete huvi hai final year students hu sir π
Trapti
Sir 7th sem m back ti to re-evaluation fill kia h... Marks badh jaege na sir... Only 1 mark s back lga di... Copy vi mne shi likhi ti...π
Sir 7 july ko jo exam hai bo may be cancelled ho sakta hai kyuki moharam ki bajah se public holiday announce hua hai AKTU kab response dega please iske liye bhi mails kraiye ππππ
Sir 7 july ko jo exam hai bo may be cancelled ho sakta hai kyuki moharam ki bajah se public holiday announce hua hai AKTU kab response dega please iske liye bhi mails kraiye ππππ
Bhaiya mera reply kab doge aap Instagram pe kitna MSG Kiya hu dekh bhi nahi rahe aap bole the Instagram ID btao btaya bhi fhir bhi koi reply nahi diye abhi tak aap 1 month ho gya