Knowledge FataFat
Aktu practical exam date
17 comments
Banty Tyagi
May 25, 2024
Bhai cop exam fees ka status success nhi dikha rha h kya kru
SUMIT LOHIA
May 25, 2024
Bhai mene practical exam diya carryover ka lekin result me absent aari clg se no. Bhi bhej diye par aktu se absent aayi hai lucknow jakr kuch ho skta hai.
Gaurav Tripathi
May 25, 2024
Bhai new exam time table send kar do
Sumit Kumar
May 25, 2024
Sir aktu circular send krdi practical date change wali
Shadan Ali
May 25, 2024
Sir kya sirf practical exam date change hui h main exam date change nhi hui?
محمد عاقب
🍁
May 25, 2024
Bhai kisi ke pass b pharm 6 sem ke questions paper ho previous years ke to send kr do
Rahul Singh
May 26, 2024
Exam date ab nahi badhegi kya Bhai ji.
Gaurav yadav
👋
May 27, 2024
Banty Tyagi
Bhai cop exam fees ka status success nhi dikha rha h kya kru
Re Verification per click kr lo ho jayega
Gaurav yadav
👋
May 27, 2024
Rahul Singh
Exam date ab nahi badhegi kya Bhai ji.
2 ya 4 din ka ho skta h bs
Gaurav yadav
👋
May 27, 2024
Rahul Singh
Exam date ab nahi badhegi kya Bhai ji.
Online chrome me mil jayenge
Gaurav yadav
👋
May 27, 2024
Shadan Ali
Sir kya sirf practical exam date change hui h main exam date change nhi hui?
Sirf practical date hui h
Gaurav yadav
👋
May 27, 2024
Sumit Kumar
Sir aktu circular send krdi practical date change wali
Telegram me h
Sumit Kumar
May 27, 2024
Ok sir
Tausif
May 28, 2024
Bhai b pharm ke cop ka result nahi aya kab Tak ayega 5,6 sem ke
Ramvijay Chauhan
May 28, 2024
Gaurav yadav
👋
Re Verification per click kr lo ho jayega
Nahi ho raha hai bhai
Dinesh Kumar
May 28, 2024
sir maine fees payment kr di lekin status show nhi hua us time ka 72 hours ho gai fir bhi dhow nhi hua sir eske bare me video bnao
Show next 1 comment