Tantative base pr show kr diye hai but abhi esko fir se recheck krke final bhejega aktu dont worry
😎💆🏻♂️ Khan
Abhi mai 5 semester mai hu r meri 3&4 semester ke subject mai back pr iss datesheet mai toh 3&4 sem ke subject hi naa diye hai toh unka carryover hoga ki nahii q ki exam form bharte time vo subject bharne ka option aara hai please reply kariye gaa..?
3 sem ka cop ka result nhi aaya hai b pharm ka aur Bina result ke cop ka kaise bhr sakta hu..
Kartikey Gupta
Sir meri 1 sem ki back hai aur mai pass out hu to kya mai exam bhar skta hu aur agr bhar deta hu to iske exam kb hoge plz btaiye mai bhut baar msg kr chuka hu apko
Unka paper kab hoga 🙏 aur datesheet kab ayega