AKTU DEGREE UPDATE 🚨

Guys सभी लोगों की Degree , AKTU से निकल गई है By post आपके address पर आ जाएगा

सभी को धीरे धीरे msge भी आने शुरू हो गए होंगे

3-5 Day's में address पर आ जाएगा सबके

35 comments

Amisha Kuliyal
2025 ki ?
Pharmacy Student
Marksheet tab Tak aayega
B. Pharma ki kisi ki aayi 2025 passout balo mese
Marksheet sir ?
محمد عاقب 🍁
Marksheet sir ?
Vo to Clg me aayegi clg balo se pucho
A K
Meri b tech ki degree by post kal sham aayi thi.
Marksheet Abhi nhi mili.
Marksheet kaha se milegi?
Saiful Hasan
Marksheet kab tak college me jayegi kuch update ho to batana
Aftab Alam
Mera B pharm 8 sem ka back (10 DEC) 2025 me clear hua hai Markseet or degree kab tak ayegi
sandeep gupta
Degree receive ho gyi h aur marksheet agr kisi ko chahiye to aktu se le skta h hmne kl aktu ja kr le li h
Degree track ni ho rhi . Kese kre
Arvind
Hi guys, Today i have received my Degree
Mr Kanha bhatt
University bhai
Mohd Mujeeb
Mr Kanha bhatt
Bolo bhaiya
B.pharm ki degree aa gay h
D Sagar
Sir ji mera clear ho gaya hai but Abhi tak result update nahi hua hai 1 pass
2PWG 3PWG 4PWG but award nahi mila hai sir ye kab tak sahi hoga kuchh bata de sir
D Sagar
Kuchh bataye sir ji samajh nahi aaraha hai kiya karna hai bata do
Show next 18 comments