AKTU DEGREE UPDATE 🚨

Guys सभी लोगों की Degree , AKTU से निकल गई है By post आपके address पर आ जाएगा

सभी को धीरे धीरे msge भी आने शुरू हो गए होंगे

3-5 Day's में address पर आ जाएगा सबके

35 comments

Show 8 more comments
sandeep gupta
Degree receive ho gyi h aur marksheet agr kisi ko chahiye to aktu se le skta h hmne kl aktu ja kr le li h
Degree track ni ho rhi . Kese kre
Arvind
Hi guys, Today i have received my Degree
Mr Kanha bhatt
University bhai
Mohd Mujeeb
Mr Kanha bhatt
Bolo bhaiya
B.pharm ki degree aa gay h
D Sagar
Sir ji mera clear ho gaya hai but Abhi tak result update nahi hua hai 1 pass
2PWG 3PWG 4PWG but award nahi mila hai sir ye kab tak sahi hoga kuchh bata de sir
D Sagar
Kuchh bataye sir ji samajh nahi aaraha hai kiya karna hai bata do
Mr Kanha bhatt
Mohd Mujeeb
B.pharm ki degree aa gay h
Marksheet university me kaise milegi kya le jana hoga
D Sagar
Kuchh le kar Jana hoga ya baha jabkar bol de to ho jayega
Ghanshyam Singh
Jiska clear nhi hua uska aayega nhi
Mr Kanha bhatt
Ha
Rahul Singh
Massage to aaya tha 24 January ko speed post ka .
sandeep gupta
Mr Kanha bhatt
Process batao ky kya le jana hai
College se NOC le kr jana hoga aur agr urjent lena h aktu se to unko proof Dena hoga print kra kr
sandeep gupta
Raj Singh
Bhai 21-25 ke batch ho kyaa...kab milli degree?
Aapne jo address mention Kiya hoga us pr courier aa rhi h sbhi k pass Aktu se dispatch ho gyi h
Show next 6 comments