AKTU से Related कोई भी सवाल हो आपके Result, Degree, Marksheet, Challenge Evaluation या कोई भी सवाल
Please Comment 👇 So that I can cover in next video

Comment with Proper Question 👇

64 comments

Shuaib Saifi
B Pharma 3 aur 4 year ka back ka exam kb honge
Kaam🍿
Sir marksheet hee na aa rhi college m kya kre
vijay yadav
Ji sir ,mere second year me pwg tha fir mene paper deke clear Kiya to overall marks of second year glt count hua h jisse mera pure marksheet pr Total % nikalne pr effect hua hai
Vishal Kumar
Meri final year hai or mera photo update nhi ho rha hai me kafi bar university jake aaya hu fir nhi ho rha
Rizwan Khan
Sir degree abhi nahi aai hai kya aktu jane se degree mil sakti hai
shwet Pundir
Mere 7th sem ke prectical ki ABS abhi tak update nhi hui hai or Internal improvement karvaye the subject mai ve bhi nhi update huye hai hor baccho ke prectical ki ABS update hui lekin meri nhi esa kyu
Vanshika Dixit
Jo M.pharm ka repeat viva h wo kb hoga uski date kab tak ayegi
Koshindra Sharma
marksheet kab aayega
Gaurav Maurya
Sir mera marksheet hard copy college me nhi aai abhi tk and other students ka aa gya aisa kyu aur digilocker me 5th and 6th sem ki marksheet nhi show ho rhi h na hi Degree
Chirag Pardhan Ji
Marksheet kab tak aye ge aktu ja ke le ke a jaya kya marksheet digilocker pe be 3.4 .5 .6 semester ke nhi aye kase University ha sir ye
Imperfect Pharmacy
Digilaker par b.pharma 2nd samester ka result issued nahi ho raha hai
Show next 53 comments