AKTU से Related कोई भी सवाल हो आपके Result, Degree, Marksheet, Challenge Evaluation या कोई भी सवाल
Please Comment 👇 So that I can cover in next video

Comment with Proper Question 👇

64 comments

Show 31 more comments
Ashish Gupta
Bhai Pharma passout student ka original degree kab tak ayega??
Registration aur hpr se related ek video bnao
Mo Arshad
Sir b pharm 5th sem ka cop practical ka result update nahi aa raha hi please sir help kijiye bahut pareshan hu result ko lekar
Sir meri 7 year complete ho chuki hai pharmacy me abhi bhi 3 me back hai kya mujhe ek aur chance milega 8vi sal ek aur attempt’s dene ke liye
Rahul Tomar G
8 months ho gye ragistration nhi aaya
The_bhaskar...?
Sir degree kab tak aayega 2025-26 passout hai
SM
Kya ab jo new candidate jo pharmacist ka PCI registration karenge unko HPR registration karna jaruri nhi hoga
2025 pass out h sir lekin ab tk degree marksheet nhi mili h
Om Kumar
Sir me kanpur se hu or kanpur me mostly college me b pharm ki marksheet a gyi hai lekin mere college me abhi nhi ayi hai kab tak ayegi sir college me contact karne par bol rhe hai ki regional me hai iska kya mtlb hai
Marksheet digree abhi tak nahi mili
Satyam Gupta
Mere registration ka 3 step ho gya ha but 4 step clear nhi hua hai lagbhag 8 months hogye
Hitesh Kumar
B pharma 3 year cop exam kab hoge
Ansar Tyagi
Sir B pharma 2025-26 pass out ho meri marksheet college kab tak aaegi sir batana
2026 pass-out ki degree or marksheet kb tk aygi
2026 walo ki marksheet clg se kab tak milengi ya kab tak chance h koi confirm ✅ date bata do aur degree kb tak aa jayengi
Arun *
Aktu waale Mera result galat print kar diye Maine proofs dikhaya to one view ka hi result kharab kar diye
D Sagar
Me 2025 ka pass out hu meri degree aur marksheet nahi aai hai to me kiya karu
Hayat Udunya
2025 ka pass out hu degreee nahi aai hai abhi college waale b kuch reply nahi de rahe hai kab tak aane ki sambhaavna hai ?
Show next 12 comments