Attention 📌

Guys आप लोगों की समस्या को लेकर आज AKTU में 1 Students को भेजा हु सारी बातचीज हों गई aktu Examination cell में

कल शनिवार को Video upload करके बताऊंगा क्या कैसा हुआ बाकी Aktu ke अंदर की विडियो भी attach कर दूंगा Proof k liye

42 comments

Show 4 more comments
Jo paper bekar gya usme ache no hai aur Jo paper bhut acha gya usme bekar no hai.....ye aktu wale copy check krte bhi hai ki ni
Aniket Choudhary
Divyansh
Bhai mera abhi bhi ufm show kar raha hai kya karu ??
Bhai Mera bii UFM show kr rha h
Nikhil Kumar
Bhaiya aap meri baat ka vishesh dhyan rakna
Sir first year m kisi ko 15 number se grace mili hai or kisi ko 20 number se mili par muje 10 number se nahi mili sir grace . Or practical ke number bhi sabke same hai
Mohd Mujeeb
Sir mere bhi help kr do mene 1st year ke 2nd sem 3 bar exam de diye pr meri back claer nhi kr rhe h me ab 6th sem ka student hu aaj me bhut udas hu mera 5th sem ka result show nhi hua sir mene har video pr comments h but aapka koi reply nhi mila aaj tak aur mene tumhara channel jbse b.pharm me admission liya tbse subscribe h reply plzz 🙏
Skandh Pathak
Abc I'd not submission dikha rha hai aur clg wale keh rhe hai sabki bhari
Vishal Prajapati ( Knowledge Fatafat )
Sgpa kitna h
Sir first semester mai 7.38 or second semester mai 6.76 hai sgpa. B Pharm
Arunesh Singh
Mera b. Pharm 5 th sem ka result aaya usme result held under Ufm show ho rha hai kya kre aap kuch btao
Shubham Srivastava
Ufm
Tausif
Sir npfy Wale bacche 8 sem ka paper Dene ko milega
Tausif
Sir please btaye or video bnaye is topic pe
BTECH 5TH SEM COP KAB AYEGA YE BATAO
Ankit upadhyay
Na mera ek भी back bacha हैं aur na hi ufm laga हैं Maine ABC I'd भी banayi thi uske baad भी Mera result 😑 क्यूँ nhi show ho rha हैं koi कुछ batayega b pharmacy 5th sem
Gaurav Thakur
Year back wale sampark kre
Sir year back aane ke baad 6th semester ka Jo exam hoga usme konsa exam Dena hoga kya karna hai kuch pata nahi chal Raha
Show next 17 comments