Exam form ka portal abi nhi khul hai or 3sem ka result bi bhi aaya hai or morning me 1 year ka paper hai or evening ka 2year ka ek hi din
Anuj Shukla
Sir mai fainal year ka chatr hu mera carry over ka pepar diya tha result nahi aaya hai abhi tak bus 1 pepar bacha hai bp701t ( instrumental method of analysis)
RRR
Bhaiya mera css me internal external dono me 22 hai 100 marks ka paper hua tha kya main phir se exam dena padega 30june ko
Sir mere me second sem me college se back laga hai mai ab 8 sem me hu to college vale bol rahe hai ab tumhe external mark 50+ lane padege tabhi clear hoga college se kuch nahi hoga keval 6 month ke liye hi college back clear ho pato hai kaphi dino ki nahi ho pati hai
Hello bhaiya Jinka admission 2021 me hua hai jinme k series lagu hoti hai btech me unhe audit 1 or audit 2 dono clear krne hai kya pls pls pta krke btaye
Form open nhi hua
Jinka admission 2021 me hua hai jinme k series lagu hoti hai btech me unhe audit 1 or audit 2 dono clear krne hai kya pls pls pta krke btaye