Guys देखो Result को लेकर कोई अपडेट नहीं है, Cop कब आएगा, 3 year Result कब आएगा

कोई भी update मिलेगी I will Inform you 🙏

हो सकता हैं aktu Convocation 🎓 में Busy हैं Convocation बाद ही Result दे

Let's see

10 comments

Naman
MBA 2ND SEM KAB TAK AA SAKTA HAI
Fir karna padega supreme court me aktu pe sala students ke bhabhisya ke sath khilvad kar raha hai
Vikas Singh
Copy check ho rha hai 6 sem ka
Hm RTI dalne ja rahe hai uske bad high court me yachika bhi denge sala mera government job nhi ho paya result ke chakar me
6th semester b.tech ki copy abhi check ho rahi hai to result kab aaiyega bhai
Drx Sanu Kumari
7th sem ka result kab aayega sir cop ka b. Pharma ka
5-6th sem back ka result abhi tk nhi aya january m paper huye the ,.b.pharma .
Kb ayega result??
Haider Ali
B.pharm 2nd year 4th semester result kb aaega
Bhai cop ka result aa hi nahi raha hai result ke liye tweet kar do bhai
Thoda pressure bane ga tabhi jaldi karenge ye log result me