Knowledge FataFat
B Pharm 6th Sem Regular Result Out
✅
Please check your Result
45 comments
Show 15 more comments
NEERAJ KUMAR
Sep 19, 2025
Manvendra Bharti
B pharm 6th sem cop result abhi nahi aaya
10 to 15 days mai aa jayega
Parth
Sep 19, 2025
bhai 5th sem mei jo rechecking daali thi uska kab aega
Rohit Aswal
Sep 19, 2025
Bhaiya practical ke external mein ABS aa gaya hai kya karu ???
Mr Salil
Sep 19, 2025
B Pharma ka kisi sem ka aaj res nhi aya hai
Karan Raj
Sep 19, 2025
6th sem cop ka ????
Vinay Ntr
Sep 19, 2025
Abhi 6 semester cop nhi aaya hai mat bhi 3-4 din me aahaiyega
Vinay Ntr
Sep 19, 2025
Kal nhi to Monday Tuesday ko
Boy
Sep 19, 2025
7th nd 8th sem ka result kb ayega
Aa
Sep 19, 2025
7 sem ka cop result kab ayega iske bare me bhi to batao
Shivam Yadav
Sep 19, 2025
B pharm 5sem ka kab aayega sir
Sameer
Sep 19, 2025
Rohit Aswal
Bhaiya practical ke external mein ABS aa gaya hai kya karu ???
Mera Bhi aaya h bhai kya karna hoga
Rohit Aswal
Sep 19, 2025
Sameer
Mera Bhi aaya h bhai kya karna hoga
Kitne sub mein ABS aaya hai mere toh teeno practical mein ABS hai
Sameer
Sep 19, 2025
Rohit Aswal
Kitne sub mein ABS aaya hai mere toh teeno practical mein ABS hai
Mere bhi teeno main h bhai
Rohit Aswal
Sep 19, 2025
Sameer
Mere bhi teeno main h bhai
Bhai absent the kya practical mein Bhai konsa college hai aapka
Sameer
Sep 19, 2025
Rohit Aswal
Bhai absent the kya practical mein Bhai konsa college hai aapka
Prps college of pharmacy
Rohit Aswal
Sep 19, 2025
Sameer
Prps college of pharmacy
College mein baat ki kya kuch solution bataya unhone
Sameer
Sep 19, 2025
Rohit Aswal
College mein baat ki kya kuch solution bataya unhone
Abhi baat nhi ki h Monday ko jaunga tumhe kuch pata chala
Rohit Aswal
Sep 19, 2025
Sameer
Abhi baat nhi ki h Monday ko jaunga tumhe kuch pata chala
Bhai maine bhi baat nahi ki abhi college mein meri fees jama nahi thi sayad is wajah se absent laga di
🥲
Sameer
Sep 19, 2025
Rohit Aswal
Bhai maine bhi baat nahi ki abhi college mein meri fees jama nahi thi sayad is wajah se absent laga di
🥲
Yahi mera hua h jab practical ho rhe the tab meri fees jama nahi the
🥲
🥲
Rohit Aswal
Sep 19, 2025
Sameer
Yahi mera hua h jab practical ho rhe the tab meri fees jama nahi the
🥲
🥲
Bhai ak dost bata raha hai ki university jana padega bde dikkat ho sakti hai ab
Rohit Aswal
Sep 19, 2025
Sameer
Yahi mera hua h jab practical ho rhe the tab meri fees jama nahi the
🥲
🥲
Mai kal phone karuga college mein fir batata hu tumhe
Show next 9 comments