क्या हाल हैं? B pharm 1 & 2 year वालो Comments में बताओ कैसा Result आया Sgpa mention करो

Best of Luck 🤞

33 comments

Show 11 more comments
Show nahi ho raha hai 3rd semester ka result
Sankey चौहान
3 sem ra result kio nahi aya abhi bhaiya show nahi ho ra h
Shubh
2nd sem ka carry over ka kb aayega result
Jai hind- Vedant
Bhai reply kariye.
Kab tak show karne k chances hai result k.
Chirag Pandey
2nd year not showing
Yes mera bhi nhi show ho raha h 3rd sem
Akash Yadav
Abhi yr kuch guidelines deye h jake chek kro Bhai aa skta h aaya nhi h
Drx Siddharth Chaudhary
Yess mera bhi nhi show nhi ho raha hai
Bhai aa gya pass ho gya sabhi me
Kuch nhi show ho raha hai
Kuch batao bhai kaise check karenge
Paise bhi refund kr de to aur acha hota ......
3rd semester ka result dikh to nhi rha🤔
Aastha Singh
B. Tech ka result aaya kya link bhejiye plzz show ni ho rha
Goldi Singh
3rd sem ka result nhi show kr rha h?bt kyu
Muhammad Zaid
Sir mera Paisa return kese ayega aktu se
Meri back exam fee 2 baar kat chuki h.. or mail bhi dal di h.. or abhi tak mera Paisa return nahi aya h.. kuch batao kese ayega paisa return
Deepak Deepak
Sir mere callage me kisi bhi student ka result nhi aya hai b pharm(1&3 semester )ka kya reason ho sakta hai please bataye👏
3rd semester ka result kiska kiska nii aaya abhii tk.....?
Mohd Mujeeb
Sir kahi nhi aaya abhi result 1year ka one view pr error dikha rha h
Show next 1 comment