Maine do baar cop diya 2nd sem ka ek baar march main aur ek baar august main toh kal ke result main pass hogya lekin agar august wale main kam no. Ho yaa fir usse koi farak toh nhi padega na
Sneha
Sir Mera 2nd semester me 1 back h aur mai 3rd year me pramot kaise ho pungi sir Mai exam di cop ka but results same marks repeat hua h aur grace bhi nii mila mujhe kbhi
TRT 🍅🐾Ⓜ️ MEMES trt
Sir mujhe 1 no. Se grace chahiye par abhi tak update nahi huaa hai mera result kya karun . Agar grace nahi mila to meri year back lag jayegi ..
Agar grace nahi mila to meri year back lag jayegi ..