Sir btech 2017 batch ka student hu aur mere mathmatics 1 me 11 number aaye hai aur mera sirf yhi ek back paper hai toh kya mai grace marks k liye eligible hu?
Ramanuj yadav
b pharma grace par viedo bano sir
Akhilesh Mishra
Sir hmare back paper nikal chuka tha dobara phir se usme back dikha rha hai Sir aap video bnaiye
Gaurav Kumar
Sir jinki re back lagi hai unke liye ek or moka milega kya abhi Sir please btao
Maine do baar cop diya 2nd sem ka ek baar march main aur ek baar august main toh kal ke result main pass hogya lekin agar august wale main kam no. Ho yaa fir usse koi farak toh nhi padega na
Sneha
Sir Mera 2nd semester me 1 back h aur mai 3rd year me pramot kaise ho pungi sir Mai exam di cop ka but results same marks repeat hua h aur grace bhi nii mila mujhe kbhi
TRT 🍅🐾Ⓜ️ MEMES trt
Sir mujhe 1 no. Se grace chahiye par abhi tak update nahi huaa hai mera result kya karun . Agar grace nahi mila to meri year back lag jayegi ..
Sir aap video bnaiye
Sir please btao
Aktu syllabus me page no 22 pr likha 1,3 semester ko 4 chance milte h ek aur chance milega
Agar grace nahi mila to meri year back lag jayegi ..