Kitna bhi cop ka result declared huaa hai aaj jisme bhi koii na koii galti hue hai sab update hoga
&0@ib
Sir june ma huva exam cop or August ma Inka result kab tak ayga
Sanjay Ydv
Sir mera 2nd sem me back tha but result aaya hai pahle 20 number tha aur ab 12 number ho gye hai ab kya kre sir aur PWG bhi lga hai iska kya mtlb hoga Mai dobara kya kru sir ji