Sir mera 2nd sem me back tha but result aaya hai pahle 20 number tha aur ab 12 number ho gye hai ab kya kre sir aur PWG bhi lga hai iska kya mtlb hoga Mai dobara kya kru sir ji
Bhai mera batao plz ki mera 4sem me 2back tha o to celer ho gya our 3sem Wala back tha o to pahle he celer kr liya tha mai dubara back ku dikha rha bhai jab celer tha to plz batao bro
Sir btech 2017 batch ka student hu aur mere mathmatics 1 me 11 number aaye hai aur mera sirf yhi ek back paper hai toh kya mai grace marks k liye eligible hu?
Phir grace nhi mila hai kya muje grace milega