Sir stage 1 challange evapuclation ka result kab tak ayega
Shubham Singh
Sir cop ka admit card nhi aaya abhi 3rd aur 4th sem ka
Shubham Singh
Aur exam bhi cop ka 9 January s e h
Guruu
Sir Ji aap thoda clear kar dijiye..meri 2nd year ke 3rd sem and 4th sem main back hai Or main abhi 5th sem main hu toh mujhe back ka paper dena hai ya nhi..
Drx.Vijay Kumar Rav
Sir mere result me ## dikha rha hai University bhi gya tha bola ki ho jayega abhi tak nahi huaa hai mera 6semester me internal number nahi mila hai to back lga hai kya internal number milega ki nahi kya hai slution