Kya Challenge Evaluation ka Kisi ka Result aya hai
Agr aya ho to please Comment me btae sari details ke sath
Baki instagram pe Screenshot bhej skte hai 👇
vishalprajapati5148

30 comments

Vipin Ojha
Mera Aya hai
Vipin Ojha
Final year
Punj Kulshrestha
Nhi Aaya dear , 4 year ka hu , still waiting
Aagya hai but , open nahi horha hai abhiii
Mera aaya hai bhai kl
Vikrant Singh
Aa gya hai sir thank you so much sir
Vikrant Singh
Open hua tha kal phle to mera bhi nhi ho raha tha
Vikrant Singh
Phir bad me kayi bar try Krane ke baad me hua open
Ha aagya hai
Yash Sharma
Ha aaya h mera 3rd sem me enginnering 8 number badhe h
Show next 18 comments