Sir mera pharmaceutical microbiology me pahale exam diya tha to 29number aaya aur phir se exam diya to 22number aaya lekin mera 29number nhi juda hai mera 22 hi juda hai sir b pharma me jo number jyada hota hai wahi judata hai lekin mera nhi juda hai to hm kya kare hamane aap ko bhi apna result insta pe bhej diya hu lekin aap ho ki koi jawab hi nhi de rahe hai kripya karke hamare result ko dekh le aur meri sahayata kare please